• +91 99920-48455
  • a2zsolutionco@gmail.com
kabhi kisi ka dil mt dukhana hindi poem

kabhi kisi ka dil mt dukhana hindi poem

  • By Admin
  • 3
  • Comments (04)

Kabhi kisi ka dil na dukhana,
Kya pata agli baari tumhari ho.
Kisi se pyaar zroor karna,
Kya pata kisi ko zroorat tumhari ho.
Kisi ko kuch dene se katraana mat,
Kya pata agli zroorat tumhari ho.
Kisi ko yaad karo toh bata diya karo,
Kya pata use bhi yaad tumhari aati ho.
Zakhm kisi ke kuredna mat,
Kyuki ghaav toh tumhare bhi hain.
Kisi se milo toh haal puch liya karo,
Kya pata wo kal ho na ho.
Koi tumhare sath ho toh haq jata diya karo,
Kya pata wo haq ki zroorat tumhari ho.

kabhi kisi ka dil mt dukhana hindi poem
  • Share This:

Related Posts